||Shree Mahaveer jinendrayay namah||
Yeah duniya karam pradhan hain , jo manushya jaisa karam karta hain use vaisa phal milta hain usse sabhi dharmo me mukhya roop se mana Gaya hain . sabhi dharam Karam ke vastvik swroop ko vividh prakar se uske astitva ko sidh karte hain.jain darshan me karam ki paribhasha batayi hain .
Karam ki paribhasha:- jab jeev (aadmi) raag dwesh se sanyukt har samay parispandan kriya hoti rahti hain usko samanya se mithyatav, avirti, pramad, kashay, aur yog in 5 roop me hota hain.in pancho ke Nimitt se aatma ke sath ek prakar ka( dusra) achetan dravya aa jata hain aur vah raag dwesh ka nimit pakar aatma ke sath bandh jata hain.samay pakar vah dravya, sukh aur dukh roop phal dene lagta hain oose KARAM kahte hain.
Karam ke 2 prakar hote hain.
1. DRAVYA KARAM:- Sharir se ki hui kriya
2. BHAAV KARAM:- man me sochkar ki hui kriya
Edited by - Nilesh Patni
Muni shree Hitendrasagar ji Maharaj
JAIN SIDDHANTH / KARAM SIDDHANTH

No comments:
Post a Comment